Blog Post Ad

Wednesday 22 February 2017

Masha Allah

"Apna Sar Ooncha Rakho ki Tum Kisi Se Nhi Darty ho Lekin Apni Nigahei'n Neechi RakhoTaki Pata Chaly ki Tum EkBa-IzzaT Ghraney Se Ta'aluq Rakhty Ho"
"Khush-Ikhlaaq Logon Se Khush-Ikhlaqi Se Pesh Aana Kamal Nahi. Magar Baad-Ikhlaq Logon Se Khush-Ikhlaqi Se Paish Aana Kamal Hai"
" Alim Jahil Ka Haal Janta Hai Kyun Ki Wo Jahil Reh Chuka Hai.
Lekin Jahil Alim Ka Haal Nai Janta Kyun K Wo Alim Nai Raha
"Mujhe is Duniya Se Kya Lena!Jis Ka " Hallal " MeinHisab Or " Haram " Mein Azaab Hai.
People often forget the importance of the simple yet powerful dua (supplication) – Istighfar i.e., saying “Astaghfirullah” (I seek forgiveness of Allah). It is the Sunnah of our beloved Prophet (peace be upon him) to seek istighfaar 100 times daily. ... Istighfar (Astaghfirullah
Astaghfirullah (Istighfar) أستغفر الله “I seek forgiveness from Allah” is the gateway of relief and happiness. Reciting Astaghfiruallah is an ...
Astaghfirullah al-'Azeem al-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih ”. [I seek the forgiveness of Allah the Mighty, Whom there is ...

I Love Allah I love Muhammad Saww
Whoever recites Quran, his value is amplified. Whoever records hadith, his proof is strengthened. Whoever learns jurisprudence, his status is ennobled. Whoever learns Arabic, his disposition becomes gentle. Whoever learns mathematics, his opinion will be copious. And whoever fails to defend his honor will not benefit from his knowledge. - Imam ash-Shaafee [not a hadith]
#AllahuAkbar
If a man spreads his own secret with his own tongue in the first place, then he is a fool, for indeed if he can't keep it, how can he expect others to! [not a hadith]
#AllahuAkbar
GOD IN ISLAM
Har ek ki dil ki dua lo magar kisi ke dil ki aah na lo
Agar kabi kisi cheez ka garoor ane lage to ek bar kabristan ka chakar lagaya karo waha apse bi behtreen insaan mitti ke neeche dafan hai.
Yeh duniyamatlab ki hai tum kis mukhlis ki baat karte ho log jinaza padhne ate hai woh b apne sawaab ke khatir
"Humain apni zindagi koo uss Raastay say guzaarni hai jo Rasta Buhat he Tang hai
Dayain Taraf be Kantay hai aur Baayain Janib B kantay hai....
Jo Inn kantoun sai bach kar apni zindgi Guzaray beshak woh insaan Kamyaab hai
aur jo Inn kantoun mai phass gaya Beshak shak woh Insaan Gumrah hojaye ga.
ALLAH HAMAI AMAL KARNE ki AUR SAHI RAASTE PER CHALNE KI TAUFEEQ DE
aameen summa aameen
Mere NABI (SAW) Ne Ek Sahabi Se Farmaya Uss ka Naam Maaz Tha....
Maaz Tumhay Puray Deen ka Khulasa Bataoun Bola Kya....
Bola Jis ki Zubaan Kabo Mai hai Saara Deen Uskay kaboo Mai hai...
Zubaan Kaboo mai nhi hai Toh Har Shay Haath Sai Jaa rahe hai......."
"Hazrat Ali(RTA) farmatay hai ki Dawlat Mitti ki tarah hai aur Mitti ko pair k Neechay Rakhna chahaye.....
Agar sarr par chadoa gay to Kabar Bann jayae giii aur Kabar Zinda logoun k lye nhi hoti..."
Rabiya Basari(RTA) Farmaati hai ki jab hum Istigfaar karte hai to humaray dil tab b Yahan Wahan ki Baatein mai laga rehta hai....
Rabiya Basri (RTA) Wali-ye-kamil Farmaati hai ki Hum Apnai ISTIGFAAR Pai ISTIGFAAR karay..."

0 comments:

Post a Comment